mobile me स्क्रीन कास्टिंग क्या होता है ? - Hindime

mobile me स्क्रीन कास्टिंग क्या होता है ?

Share:
screen casting



friends aaj kal Mobile technology ka zamana hai. agar aap smart phone use karte hai to aap ne apne mobile phone me Cast screen ka option, setting menu menu me zarur dekha hoga.

Cast screen in smartphone

agar aap ke pass Smart TV yaani ke aap ke tv me wifi ka option hai to aap screen casting ki help se bahut saare kaam kar sakte hai.aaj ke is post me hum screen casting ki baat karenge.screen casting ke baare me padhenge.
  • smartphone ko tv se kaise connect kare?
  • Smart TV me screen casting kaise ki jati hai?
  • TV me mobile phone se cast screen kare?
MOBILE SE COMPUTER ME INTERNET KAISE CHALATE HAI




What is cast screen in hindi?

actually screen casting ek wireless technology hai. screen casting ke help se aap apne smartphone ke display ko bina kisi wire ke help ke apne smart tv pr dekh sakte hai.screen casting ke liye sabse important hai ki aap ka smart tv or smartphone dono same wifi network se jude ho.

smartphone se screen cast karne ka tarika

Cast screen in Android phone.dosto bahut saare mobile phone me screen cast ka option inbuild rahta hai.lekin kuch aese bhi mobile hai jinme screen cast ka option nahi hota hai.agar aap ke mobile me screen cast ka option nahi hai to aap google play se download kar sakte hai.

cast screen ya mirror screen ka option setting menu ya notification baar me milta hai.mobile screen cast karne se pahle apne smart tv ko wifi se connect karna nahi bhule.

screen casting




jaise hi aap screen cast ya mirror screen ko click karenge ,aap ko aap ke mobile screen pr aap ke tv ka naam or model number nazar aane lagega.

ab aap connect pr click kare or fir aap ka smart phone aap ke smart tv se connect ho jayega.jab aak mobile aap ke smart tv se connect ho jayega to uske baad aap apne mobile me jo work karenge wo aap ke tv screen pr nazar aayega.

screen cast start hone ke baad aap apne mobile me save bollywood new movies ya new bollywood video songs ya fir hollywood movies ko apne big tv screen pr dekh sakte hain.

screen cast enable hone ke baad aap apne mobile ke youtube ko bhi apne smart tv ke big screen pr share kar sakte hain.youtube ke videos ko tv ke big screen pr dekh sakte hain.

doston agar aap ka android mobile bahut old model ka hai to aap google play se screen cast app ko apne mobile me download or install kar sakte hain.




frends aaj k is post me maine aap ko screen cast ke baare me bataya hai.humne ye jana ki mobile ko tv se kaise connect karte hai? aap ko ye jankari kaisi lagi comment kar ke zarur bataye.



अगर ये पोस्ट आपको अच्छी लगी तो इसे अपने दोस्तों के साथ शेयर करना न भूलें. आप इसे Facebook या Twitter जैसे सोशल नेट्वर्किंग साइट्स पर शेयर करके इसे और लोगों तक पहुचाने में हमारी मदद करें. धन्यवाद

कोई टिप्पणी नहीं

नई नई तकनिकी जानकारी,कंप्यूटर की जानकारी और मोबाइल की जानकारी के लिए HINDIME BLOG को बुकमार्क, सब्सक्राइब और निचे कमेन्ट करना मत भूलियेगा.

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();