Video Quality खराब किए बिना Video Size कम कैसे करें - Hindime

Video Quality खराब किए बिना Video Size कम कैसे करें

Share:
Welcome to my blog hindime. Aaj ke is post me hum baat karenge ek best video size reducer and how to compress large video files without losing quality android ki. Agar aap ek video compressor search kar rahe hain ya ek video compressor download karna chahte hain to hinde me blog ka aaj ka ye post aap ke liye bahut importent hone wala hai.

Video Size Reducer


How to compress large video files without losing quality in mobile: Agar video size bada hota hai to use kahi share karne me bahut pareshani hoti hai. Large size video ko kahi bhi share karne me bahut saara time or internet data kharch ho jata hai.

Agar aap ek youtuber hai to bade size ke video ko upload karne me bahut problem ho sakte hain. Agar aap apne mobile se 5 minute ka video record karte hain to uska size bhi 1 gb ho jata hai jise youtube par upload karne me bahut pareshani hoti hai.

Aaj kal smartphone or dslr ka time hai or agar hum in se video shoot karte hain to HD Video Shoot hota hai jiska size bahut bada hota hai. Aese kisi bhi video ko share karne me ya kisi online platfrom pr upload karne me bahut sara internet data kharch ho jata hai or time bhi bahut lagta hai.

Video Size Reducer Se Labh Kya Hai

Agar aap kisi tarah hd video ke size ko kam kar len, video size ko gb to mb kar le ya compress mp4 video to smaller size kar le to isse aap ko bahut labh ho sakta hai.

Video ko send karna easy hota hai.
Video ko share karna easy hota hai.
Video ko whatsapp jaise app me share karna easy hota hai.
Video ko mobile me save karne se mobile space ki bachat hoti hai.
Video ko youtube facebook jaise online site par upload karna easy hota hai.

How To Reduce Video Size : वीडियो के साइज को काम कैसे करें


Waise to internet word me aap ko video size reducer bahut saare mil jayenge. video compressor online ki suwidha bhi aap ko mil jayegi, lekin aaj mai aap ko ek aese video compressor ke bare me bataunga jiske help se aap apne mobile me hi video size reducer kar sakte hain.


How To Compress Large Video Files Without Losing Quality In Mobile


To chalye dekhte hain how to compress large video files without losing quality android.Sab se pahle aap ko google play store se apne android mobile me Easy Video Cutter app download karna hoga.Download link post ke last me aap ko mil jayega.




video compressor
Easy Video Cutter app ka size only 12 mb hai or ise ab tak 10M se adhik baar download kiya ja chuka hai.play store pr isko 4.1 ki retting mili hai.


Video Size Reducer Main Features

Cut Video : Trim part of the video or audio stream
Merge Video : Join multiple videos into one
Extract MP3 : Grab whole audio stream
Mute Video : Remove audio stream from video
Rotate Video (90, 180, 270 degree)
Speed Video : Do video slow motion or fast motion (2x, 4x, 6x, 8x, 10x)
Gif Video : Convert your favorite part of the video into animated GIF file and share to social network
Grab Video Frame with effect
Compress Video Size
Video Effects
Output Directory : Can access all edited videos and MP3 files, Images and Gifs in one place


How To Use Video Compressor App

Download karne ke baad aap isko jab open karengen to iska interface aap ko nazar aayega. Yaha aap ko bahut saare option milenge, jisme se aap ko "Compress" ko click karna hai.


Size Reducer

Compress ko click karne ke baad aap ko wo folder search karna hai jaha aap ka video save hai.
Jis video ko aap Compress karna chahte hain usko select kare or ok daba den.

Ab aap ke samne ek small pop up window open hoga jisme aap ko kuch settings karnai hai.

Picture Size me 720P select kare
Video Quality me High select kare
Enter Filename me apne video ke liye ek name type kare


compressor
Ye 3 setting complete karne ke baad niche OK button ko daba de.Ab aap ka video size reducer hona shuru ho jayega. Is pure prosses me thoda time lagega or ye time aap ke video ke size par depend karta hai.video ka size bahut bada hoga to time bhi zayada lagega.

Jab prosses complete ho jayega to compress video file aap ke mobile me save ho jayega. Aap file maneger ko open kar ke apne video ko dekh sakte hain ya fir aap is app me bhi Output option ko click kar ke apne video ko dekh sakte hain ya use play kar sakte hain.



Click Here For Video Size Reducer App


Too friends aap ko aaj ki ye video size reducer or video compressor ki jankari kaisi lagi comment kar ke zarur batana. Agar aap ke man me how to compress large video files without losing quality in mobile ko lekar koi sawal hai to aap comment kar ke puch sakte hain ya mujhe email kar sakte hain.


AZ Screen Recorder | Mobile Ki Screen Record Karne Ke Liye Free Screen Recorder APK

Faq:

Qus: How do I compress a large video file on Android?

Ans: Aap video size reducer app ke help se large video file ko android mobile me compress kar sakte hain.

Qus: Can we compress a video without losing its quality?

Ans: Yes, mobile app ke help se video ko compress kiya ja sakta hai without losing its quality.

Qus: Kya video size reducer app download ke liye free me available hai?

Ans: Yes, video size reducer without losing its quality app free download ke liye available hai.

Qus: Kya video size reducer app ke output video me watermark laga rahta hai?

Ans: No, video size reducer app output video without watermark hota hai.

कोई टिप्पणी नहीं

नई नई तकनिकी जानकारी,कंप्यूटर की जानकारी और मोबाइल की जानकारी के लिए HINDIME BLOG को बुकमार्क, सब्सक्राइब और निचे कमेन्ट करना मत भूलियेगा.

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();